Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLeela Chitnis
HomeLeela Chitnis
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega abhi raahon mein andhera hi andhera hoga abhi raahon mein andhera hi andhera hoga aur andhere mein chhupa koi lutera hoga har taraf deep jala loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega jaan pehchaan mulakaat huyi khoob hua meri duniya mein nayi baat huyi khoob hua baat se baat bana loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega rok loon aapko dil mein nahin armaan aise rok loon aapko dil mein nahin armaan aise meri duniya mein kahaan aate hain mehmaan aise apni duniya ko saja loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega
jab tak ke hai aakash pe chand aur sitaare bhagwaan salamat rahe maa baap humare maa baap ka dil hai kisi tirath se bhi pyaara hoooooo oooo ooo ooo ooo hans hans ke uthate hain wo dukh dard humara phir kyun naa har ik saans dua ban ke pukaare kehte hain ke maa baap ka dil jisne dukhaya aakaash pe bhagwaan ko bhi usne rulaaya kehte hain ke maa baap ka dil jisne dukhaya aakaash pe bhagwaan ko bhi usne rulaaya duniyaa ki har ek cheez se maa baap hain pyaare jab tak ke hai aakash pe chand aur sitaare bhagwaan salamat rahe maa baap humare
mere dilbar mujh par khafaa naa ho ho mere dilbar mujh par khafaa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya mere dilbar mujh par khafaa naa ho mere dilbar mujh par khafaa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya jo kisi ke roke ruka naa ho kisi sang e dar par jhuka naa ho tere dar per kaise phisal gaya ye nazar mein masti ghuli ghuli ye sunhehri rangat dhuli dhuli ye nazar mein masti ghuli ghuli ye sunehri rangat dhuli dhuli ye ghaneri zulfen khuli khuli jo zamaane bhar ka guroor hai jo nasha hai jo bhi suroor hai wo tere shabaab mein dhal gaya ho mere dilbar mujh par khafa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya kahun kyun ke duniyaa raqeeb hai mera apna dil hi ajeeb hai kahun kyun ke duniyaa raqeeb hai mera apna dil hi ajeeb hai na ye dushaman hai naa habeeb hai main kabhi na isko samjh saka kabhi apnon se bhi hua khafaa
nasheeli raat hai saare charaag gul kar do khushi ki raat mein kya kaam hai jalne waalon kaa lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat dene ko mubarakbaad tumhe ye chandani dar par aa hi gayi honthon pe wafa ke geet liye ek chandr kiran sharma hi gayi jeevan mein kitne rang bhare ye mehndi waale haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat duniyaa ne to kya kya nazar diya dulhan ko chamakta nazrana hum dil ka shagufa laye hain anmol hai ye to deewana kar lijiye qubool is dil ko bhi reh jaaegi apni baat lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat
sikandar bhi aaye kalander bhi aaye naa koi raha hai naa koi rahega naa koi raha hai naa koi rahega naa koi raha hai naa koi raha hai naa koi rahega naa koi raha hai hai tere jaane ki baari bidesi hai tere jaane ki hai tere jaane ki baari bidesi ye desh aazaad ho ke rahega mera desh aazaad ho ke rahega naa koi raha hai hai tere jaane ki baari bidesi hai tere jaane ki hai tere jaane ki baari bidesi ye desh aazaad ho ke rahega mera desh aazaad ho ke rahega naa koi raha hai sikandar ko poras ki taaqat ne roka gauri ko prithvi ki himmat ne toka jab khooni naadar ne chhedi ladaayiii hooooo oooo ooooo oooo ooooo jab khooni naadar ne chhedi ladaayiii to dilli ki galiyon se aawaaz aayi laga le tu kitna bhi zor e sitamagar ye desh aazaad ho ke rahega mera desh aazaad ho ke rahega naa koi raha hai naa koi raha hai naa koi rahega naa koi raha hai prataap ne jaan de di watan pe shivaji ne bhagwaa udaaya gagan pe mardon ne khaayin aazaadi ki kasmen hooooo oooooo ooooo oooo ooo
naa main dhan chaahun naa ratan chaahun naa main dhan chaahun naa ratan chaahun tere charanon ki dhool mil jaaye tere charanon ki dhool mil jaaye to main tarr jaaun shyaam tar jaaun hey raam tar jaaun moh mann mohe lobh lalchaahe moh mann mohe lobh lalchaahe kaise kaise ye naag lehraaye kaise kaise ye naag lehraaye iss se pehle ke dil udhar jaaye main to marr jaaun kyun naa mar jaaun naa main dhan chaahun naa ratan chaahun aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa laaye kya the jo le ke jaana hai laaye kya the jo le ke jaana hai nek dil hi tera khazaana hai nek dil hi tera khazaana hai saanjh hote hi panchhi yaad aayen ab to ghar jaaun apne ghar jaaun tere charanon ki dhool mil jaaye to main tarr jaaun shyaam tar jaaun hey raam tar jaaun aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa tham gaya paani jam gayi kaayi tham gaya paani jam gayi kaayi behti nadiyaa hi saaf kehlaayi behti nadiyaa hi saaf kehlaayi
pyaar ki daastan tum suno to kahein kya karega sunke jahaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein pyaar ki daastan do dilon ke milne se sau diye jal jaate hain do dilon ke milne se sau diye jal jaate hain aarzoo ki manzil tak raaste sab aate hain hum kahaan se aaye kahaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein pyaar ki daastan bas yahi to poochha tha ek din kuchh sharmaake bas yahi to poochha tha ek din kuchh sharmaa ke kyun gagan yun miltaa hai is zameen se ghabraa ke ho gaye sab armaan jawaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein kya karega sunke jahaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein pyaar ki daastan
tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se band hua ye dwaar kabhi naa jug kitne hi jug kitne hi beete sab dwaaron par haarne waale iss dwaare par iss dwaare par jeete laakhon patit laakhon patitaayen laakhon patit laakhon patitaayen paawan ho kar aaye re raam ji ke dwaar se tora manva tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se hum murakh jo kaaj bigaade raam wo kaaj sanwaare raam wo kaaj sanwaare o maha nanda ho ke ahillyya sab ko paar utaareeee sab ko paar utaare jo kankar charnon ko chhoo le jo kankar charnon ko chhoo le wo heera ho jaaye re raam ji ke dwaar se tora manva tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se naa poochhe wo jaat kisi ki naa gun avgun naa gun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil E Nadaan Ko Faraar (1965) 03:14 37475
 
Poster of Faraar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Chitnis, Tarun Bose
Duration : 03:14   Song Number : 37475   

Jab Tak Ke Hai Aakash Aap Ki Parchhaiyan (1964) 03:12 12587
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:12   Song Number : 12587   

Jo Yeh Dil Deewana Dharmputra (1961) 05:57 13079
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Duration : 05:57   Song Number : 13079   

Lo Aayi Milan Ki Raat Aashiq (1962) 04:44 36872
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:44   Song Number : 36872   

Na Koi Raha Hai Na Koi Rahega Johar Mehmood In Goa (1965) 05:33 15605
 
Poster of Johar Mehmood In Goa (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Usha Khanna, Mukesh
On Screen Actors- 
I S Johar, Leela Chitnis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:33   Song Number : 15605   

Naa Main Dhan Chaahun Kala Bazar (1960) 04:05 13501
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nanda, Leela Chitnis
Duration : 04:05   Song Number : 13501   

Pyaar Ki Daastan Faraar (1965) 03:04 37479
 
Poster of Faraar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Chitnis, Tarun Bose
Duration : 03:04   Song Number : 37479   

Tora Manva Kyun Sadhna (1958) 04:34 14105
 
Poster of Sadhna (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Leela Chitnis
Duration : 04:34   Song Number : 14105   
Karaoke Songs of leela chitnis, Sad Songs of leela chitnis, Love Songs of leela chitnis, Dance Songs of leela chitnis, Hip-hop songs of leela chitnis, Best songs of leela chitnis, Super hit songs of leela chitnis, hit songs of leela chitnis, duet songs of leela chitnis, solo songs of leela chitnis, old songs of leela chitnis, famous songs of leela chitnis, Hindi Karaoke Songs of leela chitnis, Hindi Sad Songs of leela chitnis, Hindi Love Songs of leela chitnis, Hindi Dance Songs of leela chitnis, Hindi Hip-hop songs of leela chitnis, best Hindi songs of leela chitnis, super hit Hindi songs of leela chitnis, hit Hindi songs of leela chitnis, duet Hindi songs of leela chitnis, solo Hindi songs of leela chitnis, old Hindi songs of leela chitnis, famous Hindi songs of leela chitnis, Sing Along Songs of leela chitnis, Sing Along Sad Songs of leela chitnis, Sing Along Love Songs of leela chitnis, Sing Along Dance Songs of leela chitnis, Sing Along Hip-hop songs of leela chitnis, Sing Along Best songs of leela chitnis, Sing Along Super hit songs of leela chitnis, Sing Along hit songs of leela chitnis, Sing Along duet songs of leela chitnis, Sing Along solo songs of leela chitnis, Sing Along old songs of leela chitnis, Sing Along famous songs of leela chitnis